Enjoy
Enjoy
Everyone is welcome
Bilkul sach kaha...un ka bhola band jawani yah bhurape mein bhi nahin jata and thats why they keep playing with girls till they die and thats why they deserve the title..--->>>PLAYERLadke bachpan se masoom hote hain![]()
![]()
Larkiyan bhi to kam nahin apni massum shakal aur bhole bhale andaz se larkoo ko apne jaal mein phasati hain.Matlab nikal jane pe usse good bye...
And keep on changing boy friend>>>>>>>>>Catchers
hahaha...........bilkul sach kaha larkay becharay bachpan se hi bht masoom hote hain........door q jatay ho meri hi misaal le lo........
![]()
@ faizan: good joke
APNAY TAARUF K LIYE FAQAT ITNA HE KAAFI HAI
HUM WO CHOOR DETE HAIN JO RASTA AAM HO JAYE
Hmm...Eik ladka keh raha hain ke ladkian massoum hoti hain our dousra keh raha hain ke ladkeDegrian:
Larkiyan bhi to kam nahin apni massum shakal aur bhole bhale andaz se larkoo ko apne jaal mein phasati hain.Matlab nikal jane pe usse good bye...
And keep on changing boy friend>>>>>>>>>Catchers
Faizaanijaz:
hahaha...........bilkul sach kaha larkay becharay bachpan se hi bht masoom hote hain........door q jatay ho meri hi misaal le lo..........Our phir dono khub has has ke pagal horahe ho
..Pehle decide karlo apas mein ke koun massoum hain our us ke baat discuss karna hi
![]()
ji asal mein degrian bhai ziada emotional ho gae thay...ho sakta hai koi purana waqia yad aa gaya ho.......warna baat meri sahi hai.........![]()
Chalo baat maan lia tumhari ke ladke ziadah masoum hote hain..happy?..Acha phir zara yeh batao ke itne bhole ladke propose kuon nahin karte?..Reason kya hain...
Why a man doesn't Propose:
1. His Parents’ Marriage Didn’t Make It
2. He’s Focused on His Career
3. He’s Afraid of Boredom
4. He’s Turned Off by Weddings
5. He’s Not Ready to Be a Dad
6. He’s Not Done Sowing His Wild Oats
7. He’s Afraid He’ll Have to Give Up His Dreams
8. He Can’t Afford the Ring
9. He’s Afraid Marriage Will Change the girl
10. ???????
@Shaboo: point # 9 is quite true...even girls change in 2 months!
APNAY TAARUF K LIYE FAQAT ITNA HE KAAFI HAI
HUM WO CHOOR DETE HAIN JO RASTA AAM HO JAYE
Bookmarks